Sunday, November 7, 2010

written by anami sharan babal, November 06, 2010
mahashweta devi {md} ne ye fir sabit kiya h ki we har us mauke par khadi ho jati jaha par log sankat ya musibat me hote h magar yaha par md ki ladai safedposh mafia kism ke ligo se h md yadi colom nahi likhengi to ht group ya sbharatia ya sshekhar par koi asar nahi padne wala md shayad janti hongi ki ht ke bahar ht se nikale gaye 450 staff mahino strugle karke nirash ho gaye fir b sobhna bharatia ki zid ke chalte 450 log bekar ho gaye ab ht ki pahle wali image, shaan nahi rahi kyuki pehle media ka jo mission tha vo aab corporate sector ka roop le chuka hai yaha pr jis tarah sr. journalists ko puri tarah se beizzat karke s.shekhar nikal bahar kr rhe hain wahi s.bharatia mrinal pandey ko bhi puri tarah apmaanjanak tarike se sampadak ki gaadi se hata diya tha mrinal k baad s.shekhar yaha ke chief editor ban gye . ye mahode amar ujala, aaj se lekr aajtak mei bhi kch samay rahe hain aur inka rawaiya bhi hitlor se kaam nhi hai. hitlor editor k roop mei kookhyat s.shekhar k aatank se ht gruop k saare hindi journalist apne naukari ko lekar aatankit hain. mahashweta devi ji aapne apna column band krke kaam se kaam viradh to dikhaya hai ye journalist k sammaan k liye kaafi hai kyuki ek writer hone k naatey isse bada balidaan aur kch nahi aap de skti hai magar iss baar apki ladai safedposh writers editors & management se hain jo itne ghaagh hai jinke liye emotions ki koi value nahi hai fir bhi hum hindi k tamaam patrakar aur writers ki taraf se apko salute krte hain ki kaam se kaam apne apna nuksaan hone k baavjood writers k lye awaaz to uthayi hai
...
written by rajesh, November 06, 2010
मृणाल पांडे जी ने भी कई बड़े पत्रकारों को निर्ममता पूर्वक निकाला था क्या उसका महाश्वेता जी ने संज्ञान लिया था. शायद नहीं. मैडम मीडिया का यही उसूल है. जो सत्ता में होता है उसकी चलती है.

No comments:

Post a Comment

बधाई है बधाई / स्वामी प्यारी कौड़ा

  बधाई है बधाई ,बधाई है बधाई।  परमपिता और रानी मां के   शुभ विवाह की है बधाई। सारी संगत नाच रही है,  सब मिलजुल कर दे रहे बधाई।  परम मंगलमय घ...